Monday, April 18, 2022

Kabhi to chaunk ke dekhe koi hamari taraf

Kabhi to chaunk ke dekhe koi hamari taraf

 

Kabhi to chaunk ke dekhe koi hamari taraf
Kisi ki aankh men ham ko bhi intizar dikhe

کبھی تو چونک کے دیکھے کوئی ہماری طرف

کسی کی آنکھ میں ہم کو بھی انتظار دکھے

jis ki ankhon men kaTi thiin sadiyan

jis ki ankhon men kaTi thiin sadiyan

jis ki ankhon men kaTi thiin sadiyan
Us ne sadiyon ki judai di hai

جس کی آنکھوں میں کٹی تھیں صدیاں

اس نے صدیوں کی جدائی دی ہے


Saturday, April 16, 2022

Zakham Tou Bhar Gaye Lekhen Roo Ko Arram Na Aya

Zakham Tou Bhar Gaye Lekhen Roo Ko Arram Na Aya

Zakham Tou Bhar Gaye Lekhen Roo Ko Arram Na Aya
Jis Ke Mohabat Dil Main Hai Uss Ka Koui Pagham Na Aya

Tuesday, April 12, 2022

Tumhari yaad ke jab zakham bharne lagte hain

Tumhari yaad ke jab zakham bharne lagte hain

 

Tumhari yaad ke jab zakham bharne lagte hain
Kisi bahane tumhen yaad karne lagte hain

تمہاری یاد کے جب زخم بھرنے لگتے ہیں

کسی بہانے تمہیں یاد کرنے لگتے ہیں


Duniya ne teri yaad se begana kar diya

Duniya ne teri yaad se begana kar diya

 

Duniya ne teri yaad se begana kar diya
Tujh se bhi dil-fareb hain gham rozgar ke

دنیا نے تیری یاد سے بیگانہ کر دیا

تجھ سے بھی دل فریب ہیں غم روزگار کے


Ab dil ki tamanna hai to ai kaash yahi ho

Ab dil ki tamanna hai to ai kaash yahi ho

 

Ab dil ki tamanna hai to ai kaash yahi ho
Aansu ki jagah aankh se hasrat nikal aaye

اب دل کی تمنا ہے تو اے کاش یہی ہو

آنسو کی جگہ آنکھ سے حسرت نکل آئے


Monday, April 11, 2022

Lekh Ker Khud Ko Bewafa, Kalam Tor De Hum Nay

Lekh Ker Khud Ko Bewafa, Kalam Tor De Hum Nay

 Lekh Ker Khud Ko Bewafa, Kalam Tor De Hum Nay

Barre Bezar Se Ho Ker, Mohabat Chor De Hum Nay

Sunday, April 10, 2022

Kaamp Uthti Hoon Mai Ye Soch Ke Tanhai Mai

 

Kaamp Uthti Hoon Mai Ye Soch Ke Tanhai Mai
Kaamp Uthti Hoon Mai Ye Soch Ke Tanhai Mai
Mere Chehre Pe Tera Naam Na Parh Le Koi

کانپ اٹھتی ہوں میں یہ سوچ کے تنہائی میں

میرے چہرے پہ ترا نام نہ پڑھ لے کوئی

Thursday, April 7, 2022

Kadmon Mai Bhi Takan Thi Ghar Bhi Kareeb Tha

Kadmon Mai Bhi Takan Thi Ghar Bhi Kareeb Tha

 

Kadmon Mai Bhi Takan Thi Ghar Bhi Kareeb Tha
Par Kya Karen K Ab K Safar Hi Ajeeb Tha

قدموں میں بھی تکان تھی گھر بھی قریب تھا

پر کیا کریں کہ اب کے سفر ہی عجیب تھا


Dil se to har moamla kar ke chale the saaf ham

Dil se to har moamla kar ke chale the saaf ham Kahne mein un ke samne baat badal badal gai

Dil se to har moamla kar ke chale the saaf ham
Kahne mein un ke samne baat badal badal gai

دل سے تو ہر معاملہ کر کے چلے تھے صاف ہم

کہنے میں ان کے سامنے بات بدل بد

 

Us ko juda hue bhi zamana bahut hua

Us ko juda hue bhi zamana bahut hua Ab kya kahen ye qissa purana bahut hua

Us ko juda hue bhi zamana bahut hua




Us ko juda hue bhi zamana bahut hua
Ab kya kahen ye qissa purana bahut hua

اس کو جدا ہوئے بھی زمانہ بہت ہوا

اب کیا کہیں یہ قصہ پرانا بہت ہوا

























































اس کو جدا ہوئے بھی زمانہ بہت ہوا

اب کیا کہیں یہ قصہ پرانا بہت ہوا