Monday, April 18, 2022

Ho duaon mein meri aasar ae khuda

Ho duaon mein meri aasar ae khuda

 

Ho duaon mein meri aasar ae khuda

reham kar ae khuda, reham kar ae khuda

ہو دُعاوں میں میری اثر اےخُدا
رحم کر اے خُدا، رحم کر اے خُدا

hai dua yaad magar harf-e-dua yaad nahin

hai dua yaad magar harf-e-dua yaad nahin

 

hai dua yaad magar harf-e-dua yaad nahin
mere naghmat ko andaz-e-nava yaad nahin

ہے دعا یاد مگر حرف دعا یاد نہیں

میرے نغمات کو انداز نوا یاد نہیں


Hath Mere Bhool Baithe Dastaken Dene Ka Fan

 

Hath Mere Bhool Baithe Dastaken Dene Ka Fan

Hath Mere Bhool Baithe Dastaken Dene Ka Fan
Band Mujh Par Jab Se Us Ke Ghar Ka Darwaza Hua

ہاتھ میرے بھول بیٹھے دستکیں دینے کا فن

بند مجھ پر جب سے اس کے گھر کا دروازہ ہوا


Hum Ne Uske Intezar Mein Kayi Baras Guzar Diye

Hum Ne Uske Intezar Mein Kayi Baras Guzar Diye

Hum Ne Uske Intezar Mein Kayi Baras Guzar Diye

Woh Iss Aik Riwayat Pe Qaaim Raha, Jaane Wale Palat Kar Dekha Nahi Karte

 

Na Mil Sake Hum Iss Eid Per Toh Koi Baat Nahi,

 

Na Mil Sake Hum Iss Eid Per Toh Koi Baat Nahi,

Na Mil Sake Hum Iss Eid Per Toh Koi Baat Nahi,

Jazbon Mein Ho Khaloos Toh Eidein Hazar Hain

Yeh Eid Bhi Guzari Hamari Hasb e Sabiq,

Yeh Eid Bhi Guzari Hamari Hasb e Sabiq,

 

Yeh Eid Bhi Guzari Hamari Hasb e Sabiq,

Kapre Naye Thay Aur Gham Wohi Purane

یہ عید بھی گزری ہماری حسبِ سابق

Pairwi Kia Karte Thay, Taqleed Kia Karte Thay Meri Har Baat Ki, Ta’heed Kia Karte Thay

Pairwi Kia Karte Thay, Taqleed Kia Karte Thay Meri Har Baat Ki, Ta’heed Kia Karte Thay

Pairwi Kia Karte Thay, Taqleed Kia Karte Thay
Meri Har Baat Ki, Ta’heed Kia Karte Thay
Ab Khuda Jaane Kahan, Unke Thikane Hain
Jo Mere Saath, Kabhi Eid Kia Karte Thay

پیروی کرتے تھے، تقلید کِیا کرتے تھے
میری ہر بات کی، تائید کِیا کرتے تھے
اب خُدا جانے کہاں، اُن کے ٹھکانے ہیں
جو مرے ساتھ کبھی، عید کِیا کرتے تھے

 

Barish sharab-e-arsh hai ye soch kar ‘adam’

Barish sharab-e-arsh hai ye soch kar ‘adam’

 

Barish sharab-e-arsh hai ye soch kar ‘adam’
bārish ke sab hurūf ko ulTa ke pi gaya

ارش شراب عرش ہے یہ سوچ کر عدمؔ

بارش کے سب حروف کو الٹا کے پی گیا


Main chup karata huun har shab umaDti barish ko

Main chup karata huun har shab umaDti barish ko

 

Main chup karata huun har shab umaDti barish ko
Magar ye roz gai baat chhed deti hai

میں چپ کراتا ہوں ہر شب امڈتی بارش کو

مگر یہ روز گئی بات چھیڑ دیتی ہے


Larkiyon Ke Dukh Ajab Hote Hain Sukh Us Se Ajeeb

Larkiyon Ke Dukh Ajab Hote Hain Sukh Us Se Ajeeb

 

Larkiyon Ke Dukh Ajab Hote Hain Sukh Us Se Ajeeb
Hans Rahi Hain Aur Kajal Bhejta Hai Sath Sath

لڑکیوں کے دکھ عجب ہوتے ہیں سکھ اس سے عجیب

ہنس رہی ہیں اور کاجل بھیگتا ہے ساتھ ساتھ


Jin ashkon ki phiki lau ko ham bekar samajhte the

Jin ashkon ki phiki lau ko ham bekar samajhte the

 

Jin ashkon ki phiki lau ko ham bekar samajhte the
Un ashkon se kitna raushan ik tarik makan hua

جن اشکوں کی پھیکی لو کو ہم بے کار سمجھتے تھے

ان اشکوں سے کتنا روشن اک تاریک مکان ہوا