Monday, June 13, 2022

Ada-e-husn ki masumiyat ko kam kar de

Ada-e-husn ki masumiyat ko kam kar de


Ada-e-husn ki masumiyat ko kam kar de
Gunahgar-e-nazar ko hijab aata hai

ادائے حسن کی معصومیت کو کم کر دے

گناہ گار نظر کو حجاب آتا ہے


Thursday, June 9, 2022

Chalne Ka Hosla Nahi Rukna Muhal Kar Diya

 

Chalne Ka Hosla Nahi Rukna Muhal Kar Diya

Chalne Ka Hosla Nahi Rukna Muhal Kar Diya
Ishq Ke Is Safar Ne To Mujh Ko Nidhal Kar Diya

چلنے کا حوصلہ نہیں رکنا محال کر دیا

عشق کے اس سفر نے تو مجھ کو نڈھال کر دیا



https://poetryawazedil99.blogspot.com/2022/04/kabhi-to-chaunk-ke-dekhe-koi-hamari.html


Gar baazi ishq ki baazi hai jo chaho laga do Dar kaisa

 

Gar baazi ishq ki baazi hai jo chaho laga do Dar kaisa


Gar baazi ishq ki baazi hai jo chaho laga do Dar kaisa

Gar jiit gaye to kya kahna haare bhi to baazi maat nahin

گر بازی عشق کی بازی ہے جو چاہو لگا دو ڈر کیسا

گر جیت گئے تو کیا کہنا ہارے بھی تو بازی مات نہی



https://poetryawazedil99.blogspot.com/2022/04/apney-me-magan-hey-sabi-ko-apna-hi-gham.html

Ham apna ishq chamkaen tum apna husn chamkao

 

Ham apna ishq chamkaen tum apna husn chamkao

Ham apna ishq chamkaen tum apna husn chamkao
Ki hairan dekh kar aalam hamen bhi ho tumhen bhi ho

ہم اپنا عشق چمکائیں تم اپنا حسن چمکاؤ

کہ حیراں دیکھ کر عالم ہمیں بھی ہو تمہیں بھی ہ




https://poetryawazedil99.blogspot.com/2022/04/mere-chehre-pe-ghazal-likhti-gain.html

aina dekh apna sa munh le ke rah gaya

 

aina dekh apna sa munh le ke rah gaya

aina dekh apna sa munh le ke rah gaya

sahab ko dil na dene pe kitna guroor tha

qasid ko apne haath se gardan na mariye

us ki khata nahin hai ye mera qasur tha

zof-e-junun ko vaqt-e-tapish dar bhi duur tha

ik ghar mein mukhtasar bayaban zarur tha

ae vaye ġhaflat-e-nigah-e-shauq varna yaan

har paara sang lakht-e-dil-e-koh-e-tur tha

dars-e-tapish hai barq ko ab jis ke naam se

vo dil hai ye k jis ka takhallus subur har rang mein jala ‘asad’-e-fitna-intizar

parvana-e-tajalli-e-sham-e-zuhur tha

shayad k mar gaya tire rukhsar dekh kar

paimana raat maah ka labrez-e-nur tha

jannat hai teri tegh ke kushton ki muntazir

jauhar savad-e-jalva-e-mizhgan-e-hur tha

آئینہ دیکھ اپنا سا منہ لے کے رہ گئے

صاحب کو دل نہ دینے پہ کتنا غرور تھا

قاصد کو اپنے ہاتھ سے گردن نہ ماریے

اس کی خطا نہیں ہے یہ میرا قصور تھا

ضعف جنوں کو وقت تپش در بھی دور تھا

اک گھر میں مختصر بیاباں ضرور تھا

اے وائے غفلت نگۂ شوق ورنہ یاں

ہر پارہ سنگ لخت دل کوہ طور تھا

درس تپش ہے برق کو اب جس کے نام سے

وہ دل ہے یہ کہ جس کا تخلص صبور تھا

ہر رنگ میں جلا اسدؔ فتنہ انتظار

پروانۂ تجلی شمع ظہور تھا

شاید کہ مر گیا ترے رخسار دیکھ کر

پیمانہ رات ماہ کا لبریز نور تھا

جنت ہے تیری تیغ کے کشتوں کی منتظر

جوہر سواد جلوۂ مژگان حور تھ



mirza ghalib


https://poetryawazedil99.blogspot.com/2022/04/qurbatein-laakh-khub-surat-hon.html

Wednesday, June 8, 2022

Mit gai umeed par aaj bhi aitbar mein baithy hai

Mit gai umeed par aaj bhi aitbar mein baithy hai

 

Mit gai umeed par aaj bhi aitbar mein baithy hai

Guzar gaya waqt phir intezar mein baithy hai

مٹ گئی امید پر آج بھی اعتبار میں بیٹھے ہیں
گزر گیا وقت پھر بھی انتظار میں بیٹھے ہیں

Waqt rahta nahin kahin Tik kar

Waqt rahta nahin kahin Tik kar

 

Waqt rahta nahin kahin Tik kar
Aadat is ki bhi aadmi si hai

وقت رہتا نہیں کہیں ٹک کر

عادت اس کی بھی آدمی سی ہے


Ham ne aksar tumhari rahon men

 

Ham ne aksar tumhari rahon men
Ruk kar apna hi intizar kiya

ہم نے اکثر تمہاری راہوں میں

رک کر اپنا ہی انتظار کیا


Sunday, June 5, 2022

Hum Ne Uske Intezar Mein Kayi Baras Guzar Diye

 

Hum Ne Uske Intezar Mein Kayi Baras Guzar Diye

Hum Ne Uske Intezar Mein Kayi Baras Guzar Diye

Woh Iss Aik Riwayat Pe Qaaim Raha, Jaane Wale Palat Kar Dekha Nahi Karte

Tum ab tak munafiq dilon mein rahi ho

Tum ab tak munafiq dilon mein rahi ho

mere dil ki ab o hawa mukhtalif hai

 

Friday, May 13, 2022

Bas Ye Hua k Us Ne Takalluf Se Baat Ki


 

Bas Ye Hua k Us Ne Takalluf Se Baat Ki
Aur Hum Ne Rote Rote Dupatte Bhigo Liye

بس یہ ہوا کہ اس نے تکلف سے بات کی

اور ہم نے روتے روتے دوپٹے بھگو لئے